Pyar Ka Tyohar Hai Aaya,
Sang Apne Hai Khushiya Laya.
Aao Mil Kar Manaye Ise,
Koi Bhi Rang Na Rahe Feeka,
Par Sabse Pehle Karlo Kuch
Muh Meetha.
Happy Chocolate Day
Deewana hun tera, mujhe inkaar nahi,
Kaise keh dun ki mujhe tumse pyar nahi,
Kuch shararat to teri nazro mein bhi thi,
Main akela hi to iska gunehgar nahi…!!
Happy Propose Day!
इक अजीब सी बेताबी है
तेरे बिन रह भी लेते हैं
और
रहा भी नहीं जाता
Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna,Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!
बड़ी अजीब मुलाकाते होती थी हमारी;वो मतलब से मिलते थे. और हमें मिलने से मतलब था!