Aapki Yaad hi Meri Jaan hai,
Shayad Iss Haqeeqat se Aap Anjaan hai,
Mujhe Khud nahi Pata ki Mai Kaun hu,
Aapka Pyaar hi Meri Pehchan hai..
सुबह-सुबह सूरज का साथ हो,
गुनगुनाते परिंदों की आवाज़ हो,
हाथ में चाय का कप, और यादों में कोई ख़ास,
उस खूबसूरत सुबह की पहली याद आप हो।
Dil se nikli dua hai hamari,Zindgi mein mile apko khushiyan sari,Gham na de khuda apko kabhi,Chahe to ek khushi kam karde hamari."HAPPY NEW YEAR TO YOU”