Talash kar meri kami ko
apne Dil mein
Agar dard hua to samjh lena
Mohabbat ab bhi baki hai…
बडी लम्बी खामोशी से गुजरा हूँ मै,किसी से कुछ कहने की कोशिश मे।
ḳhud apne aap se lenā thā intiqām mujhemaiñ apne haath ke patthar se sañgsār huā
Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte,honto se kuch keh nahi sakte.Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte.
चेहरे अजनबी हो जाये तो कोई बात नही
लेकिन रवैये अजनबी हो
जाये तो बडी तकलीफ देते हैं