Har aankh yahan yun to bahut roti he,
har boond magar ashk nahi hoti he,
par dekh k ro de jo zamaane ka gam,
us aankh se aansu jo gire moti he…
Khuda Kare Tujhe Khushiyan Hazar MileMujhse Bhi Achchha Yaar Mile,Meri Girlfriend Tujhe Bandhe Rakhi,Tujhe Ek Aur Behan Ka Pyaar Mile...
Jab bhi Dekhta hu Tumhe
Lagta hai ye Din Naya hai
Nigahein Tumko Dekhna Chahti hai
Mere Dilko ye kya hua hai
अगर आपकी कोई गर्लफ्रेंड नहीं है और उसके बाद भी आपने अपने फोन में रोमांटिक गाने भर रखे है तो आप गज़ब वाले आशावादी इंसान है
Dekhi hotho ki hasi zakham na dekhe dil ka,
aap bhi oron ki tarha kha gae dhokha keishe!