Life Shayari
दिल से निकली दुआ हमारी
Taras gaye apke deedar ko,
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai,
jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
Aansu na hote to aankh itni haseen na hoti,
Dard na hota to khushiyo kya hoti,
Puri karte khuda yuhi sab muraade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti.
Log Apna Banake Chhodd Dete Hai,
Barso Ka Rishta Ek Pal Me Tod Dete Hai…
Humse Toh Ek Phool Bhi Na Toda Jata,
Log Toh Dil Na Jaane Kaise Tod Dete Hai!!
ऐसा लगता है, हर इम्तिहाँ के लिए,
किसी ने जिन्दगी को हमारा पता दे दिया है