वक्त बताता है कोन कब कितना अपना हैबातें तो सब अच्छी कर लेते हैं
वक्त बताता है कोन कब कितना अपना है
बातें तो सब अच्छी कर लेते हैं
Mujhe Baahon Mein Bikhar Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do,
Dil Machalta Hai Aur Saans Rukti Hai
Ab Toh Seene Mein Aaj Mujhe Utar Aane Do!!!
Kya pata uski zuban se bhi izhar nikle,
Kya pata unke dil me bhi pyar nikle,
Sach hai uske bina ji nahi sakte hum,
Kya pata uske dil se bhi yahi baat nikle.
Kisi Aashiq Ne Kya Khub Kaha Hai,Khamoshi Ko Ikhtiyaar Kar Lena,Apne Dil Ko Bekarar Kar Lena,Zindagi Ka Asli Dard Lena Ho To..Kisi Se Bepanah Pyar Kar Lena…
Kisi Aashiq Ne Kya Khub Kaha Hai,
Khamoshi Ko Ikhtiyaar Kar Lena,
Apne Dil Ko Bekarar Kar Lena,
Zindagi Ka Asli Dard Lena Ho To..
Kisi Se Bepanah Pyar Kar Lena…
Ruth jao kitna bhi mana lenge
Dur jao kitna bhi bula lenge
Dil aakhir dil he sagar ki ret to nahi
Ki naam likh kar usse mita denge