लम्हे जुदाई को बेकरार करते हैं,
हालत मेरे मुझे लाचार करते हैं,
आँखे मेरी पढ़ लो कभी,
हम खुद कैसे कहे की आपसे प्यार करते हैं
Yaado k jungle me tab tak firta hu
Jab tak pair lahu luhan nahi ho jate..
Khuda kare ke es baar holi kuch aisi aaye
Mera bichdda pyar mujhe phir se mil jaye
Meri zindagi toh rangeen sirf usi se hain
Kash bhar ke baaho me rang se rang jaye
Vo samjhta hai ki har shakhs badal jata hai…..
Ussey lagta hai zamana us ke jaisa hai….
Wo awaaz jo waqt ke dhalne se, Dhaltee nahin,
Wo chain-o-sukun, Jo kisi ibadat mein milti nahin,
Suron mein jashn aisi,Jo jalwon mein dikhti nahin,
Na sune inke naghme, Subah-shaam dhalti nahin,
Rooh ki pyaas itnee, Jo is dard-e-dil se mitti nahin..