Kitani Pi Kaise Kati Raat Mujhe Hosh Nahi Hai Raat Ke Sath Gayi Baat Mujhe Hosh Nahi.
Kitani Pi Kaise Kati Raat Mujhe Hosh Nahi Hai
Raat Ke Sath Gayi Baat Mujhe Hosh Nahi.
Mujhko Phir Wahi Suhana Najara Mil Gaya,
Inn Aankhon Ko Deedar Tumhara Mil Gaya,
Ab Kisi Aur Ki Tamanna Kyun Main Karu,
Jab Mujhe Tumhari Baahon Ka Sahara Mil Gaya.
Jaane Kya Kami Hai Hum Me Ya Khuda,Jaane Kyu Sab Humse Khafa Rehte Hain,Humne To Chaha Banana Sab Ko Apna,Jaane Kyu Sab Humse Juda Rahte Hain.
मैं तमाम दिन का थका हुआ,
तू तमाम शब का जगा हुआ,
ज़रा ठहर जा इसी मोड़ पर,
तेरे साथ शाम गुज़ार लूँ।
सज़ा ना दे मुझको बेकसूर हूँ मैं थाम ले
मुझको गमों से चूर हूँ मैं
तेरी दूरी ने कर दिया पागल सा मुझे
और लोग कहते हैं दीवाना हूँ मैं !!