मैं लव हूँ पर मेरी बात तुम हो,
और मैं तब हूँ जब मेरे साथ तुम हो।
Dil ye mera Tumse Pyar karna chahta hain,
Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai ,
Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam ,
Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta h.
Jab raat ko aapki yaad aati hai,
Sitaron mein aapki tasveer nazar aati hai,
Khojati hai nigaahen us chehare ko,
Yaad mein jiski subah ho jaati hai! 💕
Good Morning
तरस आता है मुझे अपनी मासूम सी पलकों पर,जब भीग कर कहती है की अब रोया नहीं जाता।
तुम लाजवाब खूबसूरत, और महकते गुलाब हो।
वैलेंटाइन डे तुम्हें मुबारक हो, बस इतना सा ख्वाब है।।