वक़्त मिले तो मेरे घर तक चले आना कभी,तेरी खुश्बू के मोहताज़ मेरे गुलदस्ते आज भी हैं.
Main Jo Chahu To Tod Du Naata Tumse
Par Mein Buzdil Hu
Maut Se Darr Lagta Hai …
Vo samjhta hai ki har shakhs badal jata hai…..
Ussey lagta hai zamana us ke jaisa hai….
Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai, Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte, Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai, Bas Izhar Nahi Karte!
Kyun kisi ki yaadon mein roya jaye,Kyub kisi ke khayalo mein khoya jaye,Mera to yakeen hai,Bahar mausam bahut kharab hai,Kyun na razai tankar soya jaye.