Taras gaye hain apke didar ko,
Fir b dil aap ko hi
yaad karta hai,
humse khusnsib to apke ghar ka aina hai,
jo har roz apke husn ka didar to karta hai.
मेरा कारनामा-ए-जिंदगी, मेरी हसरतों के सिवा कुछ नहीं,
ये किया नहीं,वो हुआ नहीं,ये मिला नहीं,वो रहा नहीं....!!
Kyun kisi ki yaadon mein roya jaye,Kyub kisi ke khayalo mein khoya jaye,Mera to yakeen hai,Bahar mausam bahut kharab hai,Kyun na razai tankar soya jaye.
Tere Seene Se Lagkar Teri Aarzoo Ban Jaun,
Teri Saanso Se Milkar Teri Khushbu Ban Jaun,
Faasle Na Rahein Koi Tere Mere Darmiyan,
Main... Main Na Rahun Bas Tu Hi Tu Ban Jaun.
Khushi hoti hai bahot
Use khush dekh kar
Mere sath na sahi
Kisi aur ke sath dekh kar.