Main Tere hijar Ki Barsaat Main Kab Tak Bheegon …!!
Aise Mosam Main To Deewarain Bhi Gir Jati Hain…!!!!
Yeh Mat Samajh Tere Kabil Nahi Hain Hum,Tadap Rahe Hain Woh Jinhein Haasil Nahi Hain Hum.
Two Line Love Shayari
ये प्यार भी अजीब चीज़ है,
जिससे होता है
उसके सिवा पूरे मोहल्ले को
पता होता है
Main Chahta Hun Aik Aasiyana HoJo Wabasta Sirf Tum Se Ho
Vo samjhta hai ki har shakhs badal jata hai…..
Ussey lagta hai zamana us ke jaisa hai….