सुकून की बात मत कर
ऐ ग़ालिब,
बचपन वाला इतवार अब
नहीं आता!
Us Fiza Mein Bhi Jalta Raha
Mein Kisi Ke Liye…..
Jaha Charaag Bhi Taraste They Roshni Ke Liye…
Aansu na hote to aankh itni haseen na hoti,
Dard na hota to khushiyo kya hoti,
Puri karte khuda yuhi sab muraade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti.
Tere Seene Se Lagkar Teri Aarzoo Ban Jaun,
Teri Saanso Se Milkar Teri Khushbu Ban Jaun,
Faasle Na Rahein Koi Tere Mere Darmiyan,
Main... Main Na Rahun Bas Tu Hi Tu Ban Jaun.
ये सर्द शामें भी किस कदर ज़ालिम है,बहुत सर्द होती है, मगर इनमें दिल सुलगता है।