Tu Shaq Na Kar Mere Jazbato Pe,
Tere Sath Hi Zindagi Meri Khubsurat Hai,
Jitni Ehmiyat Hai Pani Ki Marte Insan K Liye,
Bus Utni Hi Muje Teri Zarurat Hai...
Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte,honto se kuch keh nahi sakte.Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte.
Hath ke lakiro par aitbar kar lena,Bharosa ho to kisi se pyar kar lena,Khona pana to nasibo ka khel hain,Khushi milegi bs thoda intjar kr lena.
तारे और इंसान में कोई फर्क नहीं होता,दोनो ही किसी की ख़ुशी के लिऐ खुद को तोड़ लेते हैं।