Yeh Tere Ishq Ka Kitna Haseen Ehsaas Hai,
Lagta Hai Jaise Tu Har Pal Mere Paas Hai,
Mohabbat Teri Deewangi Ban Chuki Hai Meri,
Ab Zindgi Ki Aarzoo Sirf Tumhara Sath Hai.
ज़िन्दगी का अनुभव थोड़ा कच्चा है,जितना समय गुज़र गया.. अच्छा है,अपना घरौंदा ख़ुशी से चहके सदा,हम बड़े हो गए पर दिल तो बच्चा है।
Humne to khud se inteqam lia ,
Tumne kya soch kar humse mohabbat ki?
Har aankh yahan yun to bahut roti he,
har boond magar ashk nahi hoti he,
par dekh k ro de jo zamaane ka gam,
us aankh se aansu jo gire moti he…