Kabhi Use Bhulana Chaha,
Kabhi Use Manana Chaha,
Maine Jab Bhi Chaha Sirf Use Chaha,
Na Jane Kya Bat Thi Mere Aasuo Mein..
Jo Usne Muje Sirf Aur Sirf Rulana Chaha!
वह अफसाना जिसे अंजाम तक लाना न हो मुमकिन उसे एक खूबसूरत मोड़ देकर छोड़ना अच्छा
DHOKHA MILA JAB PYAAR ME,
ZINDAGI ME UDASI CHHA GAYI,
SOCHA THA AAG LAGA DEGE ISS DUNIYA KO,
KAMBAKT TABHI DUSRI PASAND AA GAYI......
Kaanton Se Nibana Aadath Si Ho Gayi Hai,
Yeh Gham Sehne Ki Ab Aadat Si Ho Gayi Hai,
Phoolon Se Darr Lagtha Hai Humme,
Yaadon Mein Bhatakne Ki Aadath Si Ho Gayi Hai…!!!
निगाहें नाज करती है फलक के आशियाने से,खुदा भी रूठ जाता है किसी का दिल दुखाने से।