Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane WaleBaat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane WaliAjkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta HyHo Gain Uski Nighein Bhi Zamane WaliHum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab TkHaye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane WaliMain Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam LekinRut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane WaliTumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASIKhud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…
Meri yadon se agar bach niklo to waada mera hai tumse,
Main khud duniyaa se keh doon ga ke kammi meri wafaa mein thi..!
इच्छाओं को थोड़ा घटाकर देखिए
आपको खुशियों का संसार नज़र आएगा
जो बांधने से बंधे… और तोड़ने से टूट जाये…
उसका नाम है “बंधन”
जो अपने आप बन जाये… और जीवन भर ना टूटे…
उसका नाम है “संबंध”