Dil Ke Chhalon Ko Koi Shayari Kahe,To Dard Nahi Hota.Takleef To Tab Hoti Hai,Jab Log Wah-Wah Karte Hain
तेरी आवाज़ सुनने को तरसे है मन मेरा,
तेरी एक झलक पाने को बेकरार है मन मेरा,
अपनी ज़िंदगी का हर लम्हा तेरे साथ गुजारु,
हर पल बस यही चाहता है मन मेरा!!
Holi tyohar hai Rang aur Bhaang ka
Hum sab yaaron ka
Ghar mein aaye mehmano ka
Gali mein gali walon ka
Mohalle mein mahoul waalo ka
Desh mein deshwalo ka.
Boora naa maano Holi hai Holi hai
Vo samjhta hai ki har shakhs badal jata hai…..
Ussey lagta hai zamana us ke jaisa hai….
आंसुओं की बूँदें हैं या आँखों की नमी है,न ऊपर आसमां है न नीचे ज़मी है,यह कैसा मोड़ है ज़िन्दगी का,उसी की ज़रूरत है और उसी की कमी है..