Jokes In Hindi | Page: 160

W3mirchi Team
Shayari, Slogans, Jokes, Quotes & Funny Images

Bhikaari santa se : sahab 10 rupee de do, chai peeni hai


Santa : Chai to sirf 5 ki aati hai


Bhikaari : Girlfriend bhi piyegi


Santa : Bhikaari ne bhi gf bana li


Bhikaari : Nahi sahab, girlfriend ne bhikaari bana diya


W3mirchi Team
Shayari, Slogans, Jokes, Quotes & Funny Images

टीचर : एक टोकरी में 10 आम है , उसमें से २ आम सड़ गए , बताओ कितने आम बचे ?
संजू : सर , 10 आम
टीचर : वो कैसे ?
संजू : सड़ने के बाद भी आम तो आम ही रहेगा ना , केले तो बन नहीं जायेंगे 😂😂
आज संजू एक वकील है|