Hawao K Hath Arman Bheja Hai,
Network K Zriye Pegam Bheja Hai,
Furst Mile To Kabul Kr Lena,
‘Hamne’ Apko Sbse Pehle,
HOLI Ka RAM RAM Bheja
Happy Holi..
Chhod diye Wo Dhande..
Jinke Anjaam The Gande..
Pura Mahina Nek Kamo Me Bitaenge..
Ab holi K Baad Hi Nayi Ladki Pataenge.
Happy Holi
दिलो के मिलने का मौसम है
दूरियां मिटाने का मौसम है
होली का त्यौहार ही ऐसा है
रंगो में डूब जाने का मौसम है
Bhar loon tujh bahon mein
Tujh per chada rang khud pe chada loon,
Ho ke teri aaj mein Sanam
Rango ki tarha apni duniya ko rangeen bana loon.