चेहरे पर तेरे सिर्फ मेरा ही नूर होगा उसके,
बाद फिर तू ना कभी मुझसे दूर होगा जरा,
सोच के तो देख क्या ख़ुशी मिलेगी जिस,
पल तेरी मांग में मेरे नाम का सिंदूर होगा !
Dil Ki Dhadkno Ko Ek Lamha Sabar Nahi,
Shayad Ki Usko Ab Meri Kadar Nahi ,
Har Safar Mein Mera Kabhi Humsafar Tha Wo,
Ab Safar To Hai Magar Wo Humsafar Nahi.
Mere humsafar mere saath tum Kabhi aas ban ke dua karo, Kabhi hausala bhi bana karo Kabhi intazaar bhi bana karo, Kabhi saath saath mere chala karo..
Khuda Mujh Par Ek Nazar Kar De, Us Ajnabi Ko Mera Humsafar Kar De, Jab Bhi Wo Saans Le Use Mera Naam Sunaai De, Meri Chaahat Ka Us Par Is Kadar Asar Kar De.
तू हमसफ़र तू हमडगर तू हमराज नजर आता है, मेरी अधूरी सी जिंदगी का ख्वाब नजर आता है, कैसी उदास है जिंदगी... बिन तेरे... हर लम्हा, मेरे हर लम्हे में तेरी मौजूदगी का अहसास नजर आता है।