आसमान भी बरसा नहीं अबकी सावन में,मेरी आँखें बरसती रही दिल के आँगन में.
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam BarsayJis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham BarsayMinatien Kon Kary Aik Gharondy Ke LyeKah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
Teri Khawaish Us Waqt Boht Tarpati Hai Sawan Mei Koi Bund Jb Honto Par Aa Kar Bikhar Jati Hai Meri Rooh Bi Tarpne Lagti Hai Us Pal Jb Thandi Hawa Teri Gali Se Guzar Ke Ati Hai
मज़ा बरसात का चाहो तो इन आँखों में ना बैठोवो बरसो में कभी बरसे, यह बरसो से बरसती है|
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.