Mat karo pyar kisi se phoolon ki taraha,
Phool to pal mae Murjha jaate hai,
Pyar karo to karo Kaaton ki taraha,
Jo Chubhne ke baad bi Yaad Aate hain !!
Yeh Jo Ladkiyon Ke Baal Hote Hain,Ladkon Ko Fasaane Ka Jaal Hote Hain.Khoon Chus Leti Hain Ladkon Ka Saara,Tabhi Toh Inke Honth Laal Hote Hain.
तेरे बाद हमने इस
दिल का दरवाजा खोला ही नहीं
वरना बहुत से चाँद आये
इस घर को सजाने के लिए
चिराग कोई जलाओ की हो वजूद का एहसास,
इन अँधेरों में मेरा साया भी छोड़ गया मुझको !!!