Shayari shayari me izhhar ho jaye.Shayari shayari me ikrar ho jaye.Me tum ko kahu I lovu u.Aur tumhe mujhse pyar ho jaye.
Jab raat ko aapki yaad aati hai,
Sitaron mein aapki tasveer nazar aati hai,
Khojati hai nigaahen us chehare ko,
Yaad mein jiski subah ho jaati hai! 💕
Good Morning
मुझे सहल हो गई मंजिलें वो,
हवा के रुख भी बदल गये,
तेरा हाथ, हाथ में आ गया,
कि चिराग राह में जल गये।
Aye khuda
kuch nahi maanga tujhse
Aaj ek dua poori karde
Maut maang raha hu dede..!