काश उन्हें चाहने का अरमान नही होता,में होश में होकर भी अंजान नही होता,ये प्यार ना होता, किसी पत्थर दिल से,या फिर कोई पत्थर दिल इंसान ना होता!
Kitna pyar karte hai hum unse,
Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aaye,
Jab hum gehri neend mein so jaye…
Naa Jane Q..!Magar is Jhoothi Dunya K Jhootay Log,
Wafain Kar Nhi Saktay Waday Hazaar Kartay Hain…
Wada Na Karo Agar Tum Nibha Na Sako,Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako,Dost To Duniya Me Bahot Hote Hai,Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako