Na Pocho Ke Meri Manjil Kaha Hai
Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai
Na Haronga Hosla Umar Bhar
Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai…
समझदार बनने की कोशिश में शरारत
भी खो बैठे
अब इस समझदारी में सबको साजिश नजर
आती है…
Aaj Ek Sweater Aur Pehen Lo,Aaj Ek Razai Aur Odh Lo,Aaj Ek Mufler Aur Lapet Lo,Aaj 2 Moze Aur Pehen Lo,Aaj Ek Kehwa Aur Pii Lo,Aaj Ek Heater Aur Chala Lo,Kya Pta. Kal Thand Ho Na Ho!
वक़्त को भी हुआ है ज़रूर किसी से इश्क़,जो वो बेचैन है इतना कि ठहरता ही नहीं।
तमन्नाओ की महफ़िल तो हर कोई सजाता है ,
ए दोस्तों.....
लेकिन पूरी उसकी ही होती है जो तक़दीर लेकर आता है .