Mere Baare Mein Apni Soch Ko
Thhoda Badal Ke Dekh,
Mujhse Bhi Bure Hain Log Tu
Ghar Se Nikal Ke Dekh.
Reh na paoge bhula kar dekh lo,
Yakin na aaye to aajma kar dekh lo,
Har jagah mehsus hogi meri kami,
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo…
Aaj Halki Halki Baarish Hay,Aaj Sard Hawa Ka Raqs Bhi Hay,Aaj Phool Bhi Nikhray Nikhray Hain,Aaj Un Main Tumhara Aks Bhi Hay
गलत सुना था कि
मोहब्बत आँखों से होती है,
दिल तो वो भी चुरा लेते हैं
जो पलकें नहीं उठाते!!
हमसफ़र खूबसूरत नहीं
बल्कि सच्चा होना चाहिए