Dil Ki Dhadkno Ko Ek Lamha Sabar Nahi,
Shayad Ki Usko Ab Meri Kadar Nahi ,
Har Safar Mein Mera Kabhi Humsafar Tha Wo,
Ab Safar To Hai Magar Wo Humsafar Nahi.
राह भी तुम हो राहत भी तुम ही हो,मेरे सुख और दुख को बांटने वाली हमसफर भी तुम ही हो.
मंजिल मिलने से दोस्ती भुलाई नहीं जाती,हमसफ़र मिलने से दोस्ती मिटाई नहीं जाती,दोस्त की कमी हर पल रहती है यार,दूरियों से दोस्ती छुपाई नहीं जाती।
Khuda Mujh Par Ek Nazar Kar De, Us Ajnabi Ko Mera Humsafar Kar De, Jab Bhi Wo Saans Le Use Mera Naam Sunaai De, Meri Chaahat Ka Us Par Is Kadar Asar Kar De.
Apna Humsafar Bana Le Mujhe, Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe, Ye Raat Ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega,
Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe..