तड़प रहीं हैं मेरी साँसें तुझे महसूस करने को, खुशबू की तरह बिखर जाओ तो कुछ बात बने।
Tum Mujhe Kabhi Dil Se Kabhi Aankhon Se Pukaaro,
Yeh Hontho Ke Takalluf Toh Zamaane Ke Liye Hain.
Aa Bhi Jaao Meri Aankhon Ke Rubaru Ab Tum,
Kitna Khwabon Mein Tujhe Aur Talasha Jaye.
जिद में आकर उनसे ताल्लुक तोड़ लिया हमने,
अब सुकून उनको नहीं और बेकरार हम भी हैं।
Dil Ki Aarzoo Toh Bas Yehi Hai Mere Sanam,
Tere Dil Mein Hum Rahein Mere Dil Mein Tum,
Tera Haath Haath Mein Lekar Chalte Rahein Yuhi,
Yeh Zindgi Bhi Tere Saath Jeene Ko Pade Kam.