Vo samjhta hai ki har shakhs badal jata hai…..
Ussey lagta hai zamana us ke jaisa hai….
Apni tanhaayi se tang aa kar..
Bahut se aainey khareed laya hun …
Main Chahta Hun Aik Aasiyana HoJo Wabasta Sirf Tum Se Ho
Yaad rahega ye dour- E hayaat humko
Ki tarse the zindgi me zindgi ke liye