Ek Raat Hui Barsaat BahutMain Roya Saari Raat BahutHar Gham Tha Zamaane Ka LekinMain Tanha Tha Us Raat BahutPhir Aankh Se Ek Saawan BarsaJab Sehar Hui To Khyal AayaWoh Baadal Kitna Tanha ThaJo Barsa Saari Raat Bahut
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
इस दफा तो बारिशें रूकती ही नहीं,
हमने क्या आसूं पिए की मौसम रो पड़े!