Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai.
Karni Hai Khuda Se Duaa Ki Teri Mohabbat Ke Siva Kuch Na Mile,
Zindagi Me Tu Mile Sirf Tu, Ya Phir Zindagi Na Mile..!
कुछ इस तरह से वफ़ा की मिसाल देता हूँ
सवाल करता है कोई तो टाल देता हूँ
उसी से खाता हूँ अक्सर फरेब मंजिल का
मैं जिसके पाँव से काँटा निकाल देता हु …
Kisi Aashiq Ne Kya Khub Kaha Hai,Khamoshi Ko Ikhtiyaar Kar Lena,Apne Dil Ko Bekarar Kar Lena,Zindagi Ka Asli Dard Lena Ho To..Kisi Se Bepanah Pyar Kar Lena…
Kisi Aashiq Ne Kya Khub Kaha Hai,
Khamoshi Ko Ikhtiyaar Kar Lena,
Apne Dil Ko Bekarar Kar Lena,
Zindagi Ka Asli Dard Lena Ho To..
Kisi Se Bepanah Pyar Kar Lena…
Acha hua maloom ho gaya,
Apno ki mohabbat ab mohabbat nahi rahi,
Warna hum toh apna ghar bhi chhod rahe they,
Unke dil main rehne ke liye