Koi manzil nahi jachati safar accha nai lagta
Agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta
Karu kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta hai
Mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta
Dil se nikli dua hai hamari,Zindgi mein mile apko khushiyan sari,Gham na de khuda apko kabhi,Chahe to ek khushi kam karde hamari."HAPPY NEW YEAR TO YOU”
न सोचा मैंने आगे,
क्या होगा मेरा हशर,
तुझसे बिछड़ने का था,
मातम जैसा मंज़र!
तकदीर के हाथों खुद को में जोड़ना नहीं चाहता,
मेरे दो हाथो का होसला में तोडना नहीं चाहता,
मौसम की तरह बदल जाती ये हाथो की लकीरें,
बंद मुट्ठी मेरी हरगिज़ मैं खोलना नहीं चाहता।
Diye Hain Zindagi Ne Zaḳhm Aise;Ki Jin Ka Waqt Bhi Marham Nahin Hai!