Bhar Bhar Ke Jaam Pilaao,
Dhol, Mridang Bajao..
Gile Shikve Bhul Jaao,
Holi Ke Rang Me,
Umang Me Doob Jao..
Yaaro Sabko Gale Se Lagao
Aao Sab Milkar Holi Manao!
HAPPY HOLI TO ALL
Har khushi apki rahe,
Har muskan apke hothon par saji rahe,
Rang bhare iss tyohar ki tarha,
Apki zindagi bhi rangeen rahe.
मक्के की रोटी नींबू का अचार
सूरज की किरणें खुशियों की बहार
चांद की चांदनी अपनों का प्यार
मुबारक हो आपको होली का त्यौहार
हैप्पी होली
May The Fire Of Holi Purify Ur Heart,
May The Colors,
Color Ur Life..
May The Sweets,
Sweeten The Journey Of Ur Life..
Wish U And Ur Family Happy Holi.