Saanson Ke Silsile Ko Na Do Zindagi Ka Naam,
Jeene Ke Ba-Wajood Bhi Mar Jaate Hain Kuch Log. .!!
Dil Ki Aarzoo Toh Bas Yehi Hai Mere Sanam,
Tere Dil Mein Hum Rahein Mere Dil Mein Tum,
Tera Haath Haath Mein Lekar Chalte Rahein Yuhi,
Yeh Zindgi Bhi Tere Saath Jeene Ko Pade Kam.
Meri yadon se agar bach niklo to waada mera hai tumse,
Main khud duniyaa se keh doon ga ke kammi meri wafaa mein thi..!
क़सूर उनका नहीं,जो मुझसे दूरियाँ बना लेते है….
रिवाज है ज़माने में,पढ़ी किताबें ना पढ़ने का.....
तैरना तो आता था हमें मुहब्बत के समंदर में
लेकिन जब उसने हाथ ही ना पकड़ा तो डूब जाना ही अच्छा था