Is saal aapke ghar khusiyo ki ho dhamaal
Daulat ki Na ho kami aap ho jaye malamaal
Haste muskurate raho aisa ho sabka haal
Tahe Dil se Mubarak ho aapko naya saal
Happy New Year 2018
“हर साल आता है,हर साल जाता है,इस साल आपको,वो सब मिलेजो आपकादिल चाहता है,नव वर्ष की मँगल कामनाएँ”
Aap humare karib na sahi par Dil me rahte hai,
isliye har dard sahte hai,
kahi aap humse pehle na wish kardo..
isliye apko pehle Happy New Year kehte hai….
Beete saal ko vida es kadar krte hai,Jo nhi kiya wo bhi kar guzarte hai,Naye saal ke aane ki khushiyan to sab manate hai,Hum es baar beete saal ke yaado ka jashn manate h.
Bye Bye 2017 & Welcome 2018
Naya Saal Mubarak !!
Kya Bharosa
Mobile Ka
Battery ka
Charger Ka
Network Ka
Balance Ka
Life ka
Time Ka
Is Liye Meri Taraf Se
Advance Main
"Naya Saal Mubarak"