Raat Ka Chand Salaam Kare Aapko,
Pariyo Ki Awaaz Adaab Kare Aapko.
Sari Dunia Ko Khush Rakhne Wala Khuda,
New Year Ke Har Pal Me Khush Rakhe Aapko…
Beete saal ko vida es kadar krte hai,Jo nhi kiya wo bhi kar guzarte hai,Naye saal ke aane ki khushiyan to sab manate hai,Hum es baar beete saal ke yaado ka jashn manate h.
Bye Bye 2017 & Welcome 2018
Maayusi rahe aap se kouso door,
Safalta aur khushiyan mile bharpoor,
Poori ho aap ki saari aashayein,
Aane wale nav-varsh ki dhero shubhkamnaye
Advance Happy Nav Varsh 2018
Chalo dushman se mulakaat kareNaya saal aaya hai nayi baat kare
Majhab k naam pe kyu danga-fasaad ?Yahi sawalaat aaj har shaks se kare
नए साल की आने वाली हर शाम सिर्फ तेरे ही नाम,
होगी चाहत की एक अलग मुकाम,
करेंगे मोहब्बत तुमसे सुबह शाम।
HAPPY NEW YEAR 2021