Yaadein jaag jati hain,Barishon ke mausam mein.Har ghari satati hainBarishon ke mausam mein.Shaam bhi kisi surat,Chain se nahin kat-tiSubahein bhi satati hainBarishon ke mausam mein.Zehen ke jharokhe meinJab koi sada ubhre.Aankhein bheeg jati hainBarishon ke mausam mein.
इस दफा तो बारिशें रूकती ही नहीं,
हमने क्या आसूं पिए की मौसम रो पड़े!
Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna,Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas LagayeBarsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aye..