Mujh tere khwabon se pyar itna hai,Ki khud ko unke liye nisar kar do,Karo bas tujh mohabbat itniOr apna ye saal tere naam kar do. Happy New Year
Nayi chahte, nayi umange..
Mann mein h ek khuwab naya sa
Nayi hai saal, naya hai din
Rakho andaaz ese jine ka pyara sa.
Koi dukh na ho koi gum na ho,
Koi ankh kabhi bhi kisi ka naam na ho,
Koi dil kisi ka na tory,
Koi sath kisi ka na chory,
Bs pyar ka darya behta ho,
Aey kaash 2018 aesa ho,
Happy New Year 2018 wishes To All..
Naya saal, naya din, nayi tamanna jeevan kiChalo mil beth tye kare khusiya apne aangan ki
Sabko mubarak ho naya saal nayi kiran jeevan kiChalo banaye zindagi ko josh umang se bhare palo ki