Naya saal, naya din, nayi tamanna jeevan kiChalo mil beth tye kare khusiya apne aangan ki
Sabko mubarak ho naya saal nayi kiran jeevan kiChalo banaye zindagi ko josh umang se bhare palo ki
2017 to ab kuch hi palo me gujar jayega,Yakin h hume naya saal khushiya hi layegaKariye tohfe kabool aap b NEW YEAR ka,Varna moka ye fir ek saal baad hi aayega
Happy New Year 2018
Din Ko Raat Se Pehle
Chand Ko Sitron Se Pehle
Dil Ko Dhadkan Se Pehle
Aur Aapko Sabse Pehle
Na rahe koyi bhi bhuka pyasa,Milkar jamane k aise halaat kare
Jo kare atyachaar begunaho par,Dundkar unko chalo hawalaat kare
Gujarish h jamane se roz yahi ,Mulk mein aman ki barsaat kare
Wish You A Happy New Year