Sir: Define Energy?
Santa: Sir pura nai aata hain,
thoda last ka pata hain, bas.
Sir: Thik hain, jitna aata
hain utna bolo
Santa: “and this is called Energ…”
😄😄😄😄😄😄
Class ki har ladki ek phool hai, Usse chahna ek bhool hai. Jo inki soch mein gul hai, Samjho uski Compartment ke chances full hai..
Chand Ko Tod Dunga, Suraj Ko Phod Dunga, Tu Ek Bar Haan Karde Bus.. Pehli Wali Ko Chod Dunga!
टीचर (चम्पू से) - यह बताओ कि दुनिया में कितने देश है??
.
चम्पू - कर दी ना पागलों वाली बात!
दुनिया में एक ही देश है भारत,
बाकी सब तो विदेश है...।
😝😜😃