Is saal aapke ghar khusiyo ki ho dhamaalDaulat ki Na ho kami aap ho jaye malamaalHaste muskurate raho aisa ho sabka haalTahe Dil se Mubarak ho aapko naya saal"Happy New Year!”
Dil se nikli dua hai hamari,
Zindgi mein mile apko khushiyan sari,
Gham na de khuda apko kabhi,
Chahe to ek khushi kam karde hamari.
HAPPY NEW YEAR To You
Aaapki khushiyon ko char chand lag jaayein
Bichare huwe apne is baras laut aayein
Aao mil kar karein hum ek nahi shruwaat
Dil se aap sab ko
Happy New Year 2018 ki mubarakbad.
Aap jahan jaye wahan se kare fly all tear
Sab log aap ko hi maane apna dear
Aap ki har raah ho always clear
Aur god de aap ko ek very happy new year.