पप्पू का रोज़ डे पर एक्सीडेंट हो गया.
बंटी उसकी खबर लेने गया और बोला,
“भाई जब कार लड़की चला रही थी, तो तुम्हें सड़क से दूर चलना चाहिए था.”
पप्पू: कौन सी सड़क यार, मैं तो पार्क में रोज़ लेने के लिए बैठा हुआ था
Sir: Define Energy?
Santa: Sir pura nai aata hain,
thoda last ka pata hain, bas.
Sir: Thik hain, jitna aata
hain utna bolo
Santa: “and this is called Energ…”
😄😄😄😄😄😄
Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera employee aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake…
Santa roti ka ek bite khud kha
raha tha aur ek paas baithi
murgi ko khila raha tha…
Banta: “Ye kya kar raha hai?”
Santa- “Chicken ke sath roti
kha raha hu.”
😝😝😝😝