Socha kisi apne se baat kare
apne kisi ko yaad kre
kiya jo faisla naye saal ki shubhkamnaye dene ka
dil ne kaha kyu na shuruaat apse kare
naye saal 2018 ki shubhkamnaye
January gayi, February gayi,
Gaye saare tyohaar
Naye saal ki belaa par jhoom raha sansaar
Ab Jiska apko tha besbri se intzaar
Mangalmaye ho apke liye 2018 ka saal
“Dil se nikli dua hai hamari,
Zindgi mein mile apko khushiyan sari,
Gham na de khuda apko kabhi,
Chahe to ek khushi kam karde hamari.
HAPPY NEW YEAR TO You”
नए रंग हों नयी उमंगें आँखों में उल्लास नया
नए गगन को छू लेने का मन में हो विश्वास नया
नए वर्ष में चलो पुराने मौसम का हम बदलें रंग
नयी बहारें लेकर आये जीवन में मधुमास नया
नए वर्ष हार्दिक बधाई
Koi dukh na ho koi gum na ho,
Koi ankh kabhi bhi kisi ka naam na ho,
Koi dil kisi ka na tory,
Koi sath kisi ka na chory,
Bs pyar ka darya behta ho,
Aey kaash 2018 aesa ho,
Happy New Year 2018 wishes To All…..