2017 to ab kuch hi palo me gujar jayega,
Yakin h hume naya saal khushiya hi layega
Kariye tohfe kabool aap bhi NEW YEAR ka,
Varna moka ye fir ek saal baad hi aayega.
Happy New Year 2018.
बीत गया जो साल भूल जाएँ,
इस नए साल को गले लगाएँ,
करते हैं हम दुआ रब से सर झुका के,
इस साल के सारे सपने पूरे हों आपके।
नव वर्ष की हार्दिक शुभकामनाएं!
“Ho apko har shaam Mubarak
Har chandni ki raat Mubarak
Ess Nav Varsh 2018 ka
Har ek pal ho apko mubarak”
Zindagi ho jaye suhani,
naye saal mein Baat ho dil ki zubaani,
naye saal mein Har din haseen aur,
raate roshan ho Kushiyo ki ho rawani..
Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja H,
Sitaro Ne Aasma Se Salam Bheja H,
Mubarak Ho Aapko Naya Saal,
Hum Ne Ye Advance Mein Ye Paigam Bheja H.