Ye dil tum se pyaar
karna chahta hain,
Apni Mohabbat ka Iqraar
karna chahta hain.
इकरार में शब्दों की एहमियत नही होती,दिल के जज़बात की आवाज़ नही होती,आँखें बयान कर देती हैं दिल की दास्तान,मोहब्बत लफज़ो की मोहताज़ नही होती!
Yun To Sapne Bahut Hasi Hote Hai, Par Sapno Se Pyaar Nahi Karte, Chahate To Tumhe Hum Aaj Bhi Hai, Bas Izhar Nahi Karte!
Mujhe khamosh rahon may tera saath chahiye,
tanha hai mera haath tera haath chahiye,
junoon-e-ishq ko teri hi sougaat chahiye,
mujhey jeene ke liye teri hi saat chahiye.
Happy Propose Day
Dil hi dil mein hum unse pyar karte hain
Aaj es propose day pe apni mohabbat ka izhar krte hain.