Unki nigahe kya kamaal karti hai,
Kabhi haqiqat to kabhi afsane baya karti hai,
Tham si jati hai us pal dhadkane,
Jab unki jhuki palke mohbat ka izhaar karti hai.
Dil hi dil mein hum unse pyar karte hain
Aaj es propose day pe apni mohabbat ka izhar krte hain.
सिसक कर पूछती हैमुझसे ये तनहाईय़ाजो बड़े हमदर्द थे तेरेआखिर वो बेबफाई कैसे कर गये.
सिसक कर पूछती है
मुझसे ये तनहाईय़ा
जो बड़े हमदर्द थे तेरे
आखिर वो बेबफाई कैसे कर गये.
Mujhe khamosh rahon may tera saath chahiye,
tanha hai mera haath tera haath chahiye,
junoon-e-ishq ko teri hi sougaat chahiye,
mujhey jeene ke liye teri hi saat chahiye.
Happy Propose Day
Kya pata uski zuban se bhi izhar nikle,
Kya pata unke dil me bhi pyar nikle,
Sach hai uske bina ji nahi sakte hum,
Kya pata uske dil se bhi yahi baat nikle.