Maayusi rahe aap se kouso door,
Safalta aur khushiyan mile bharpoor,
Poori ho aap ki saari aashayein,
Aane wale nav-varsh ki dhero shubhkamnaye
Advance Happy Nav Varsh 2018
Nayi chahte, nayi umange..
Mann mein h ek khuwab naya sa
Nayi hai saal, naya hai din
Rakho andaaz ese jine ka pyara sa.
है एक रंग नया सा, रूप नया सादिल में है आज एहसास नया सा
नयी चाहते हैं और नयी उमंगेंमन में है एक ख्वाब नया सा
नयी है साल, नया हैं दिनरखो अंदाज़ ऐसे जीने का प्यारा सा
नया साल मुबारक हो
Socha kisi apne se baat kare
apne kisi ko yaad kre
kiya jo faisla naye saal ki shubhkamnaye dene ka
dil ne kaha kyu na shuruaat apse kare
naye saal 2018 ki shubhkamnaye