“राधा का रंग और कान्हा की पिचकारी,
प्यार के रंग से रंग दो दुनिया सारी।
यह रंग ना जाने कोई जात ना कोई बोली,
मुबारक को आपको खुशियाँ और रंगो भरी होली।”
Aaj Mubarak Kal Mubarak, Holi Ka Har Pal Mubarak;
Rang Birangi Holi Mein, Mera Bhi Pyara Rang Mubarak.
Bhar loon tujh bahon mein
Tujh per chada rang khud pe chada loon,
Ho ke teri aaj mein Sanam
Rango ki tarha apni duniya ko rangeen bana loon.
Holi Ka Gulal Ho
Rango Ki Bahar Ho
Gujhia Ki Mithas Ho
Ek Baat Khas Ho
Sab Ke Dil Main Pyar Ho
Yahi Apna Tyohaar Ho
Wish U very Happy Holi
Aaj Ki Holi Mein Aapke Sab Dukh Dard Jal Jaayein,
Aur Kal Ki Rangpanchami Ke Saare Rang Aapke Jeevan Ko
Khushiyon Se Bhar Jaayein….. Shubh Holi