उम्र ने तलाशी ली, तो जेबों से लम्हे बरामद हुए..कुछ ग़म के, कुछ नम थे, कुछ टूटे, कुछ सही सलामत थे..
नहीं ‘मालूम ‘हसरत है या तू मेरी मोहब्बत है,बस इतना जानता हूं कि मुझको तेरी जरूरत है।
Khushi hoti hai bahot
Use khush dekh kar
Mere sath na sahi
Kisi aur ke sath dekh kar.
Ishq mein judaayi bhi hoti hai,
Ishq mein tanhaayi bhi hoti hai,
Ishq mein bewafaayi bhi hoti hai,
Tu thaam kar to dekh haath mera to pata chalega,
Ki ishq mein sachchayi bhi hoti hai.